You can learn a lot from these advice quotes and words. These Urdu quotes are a great source of inspiration. You can find motivation and life lessons in Imam Ghazali Quotes. Read these words to bring a positive change in your life.
Quotes of Imam Ghazali in Urdu
جو شخص حرام کھاتا ہے اس کے تمام اعضا گناہ میں پر جاتے ہیں
Jo shakhs haraam khata hai us ke tamam aaza gunah main par jaty hain.
تکلف کی زیادتی محبت کی کمی کا باعث بن جاتی ہے
Takalluf ki zyadati muhabat ki kami ka bais ban jati hai.
محتاجوں سے مہنگا مال خریدنا احسان میں داخل ہے اور صدقہ سے بہتر ہے
Mohtaajon se mehnga maal khareedna ehsaan main dakhil hai. Aur sadqa se behtar hai.
کھانے میں عیب نہ نکالو. ناپسند ہو تو مت کھاؤ
Khaane main aaib na nikaalo, napasand ho tou mat khao.
مہمان کے آگے تھوڑا کھانا رکھنا بے مروتی ہے اور حد سے زیادہ رکھنا تکبر
Mehmaan ke aagay thora khana rakhna be murawati hai aur had se zada rakhna takabur.
کلام میں نرمی اختیار کرو، کیونکہ الفاظ کی نسبت لہجے کا زیادہ اثر پڑتا ہے
Kalam main narmi ikhtyar karo , kyunke alfaaz ki nisbat lehje ka zyada asar parta hai.
لوگوں کی نیکیوں کو ظاہر کرنا چاہئے اور برائیوں سے چشم پوشی لازم ہے
Logon ki naikiyon ko zahir karna chahie aur buraiyon se chasm poshi lazim hai.
You may like: Islamic Urdu Quotes*******************************
Imam Ghazali Quotes about Education
Here are some al-Ghazali quotes on knowledge.
ہر لکھنے والے نے فنا ہونا ہو جانا ہے. لیکن لکھی ہوئی چیز ہمیشہ باقی رہے گی، تو تو اپنے ہاتھ سے اسی چیز تحریر کر جا جسکو قیامت کے دن دیکھ کر تو خوش ہو جائے
Har likhne wale ne fana ho jana hai. Lekin likhi hoi cheez hamesha baqi rahe gi, tou tu apne hath se esi cheetehreer kar ja jisko tu qyamat k din dekh kar khush ho jaye.
بیشک عوام کا فرض ہے کہ ایمان اور اسلام لا کر اپنی عبادات اور روزگار میں مشغول رہیں، اور علم کو علما کے لئے چھوڑ کر انکے حوالے کر دیں
Beshak awam ka farz hai k emaan aur islam la kar apni ebaadat aur rozgar main mashghool rahain, aur ilm(deeni) ko ulma k liye chor kar inke hawale kar den.
سب انسان مردہ ہیں صرف صاحب علم زندہ ہیں
Sab insan murda hain sirf sahib e ilm zinda hain.
سب عالم و فاضل سوئےہوۓ ہیں صرف صاحب عمل بیدار ہیں
Sab aalim fazil soye howe hain sirf sahib amal bedar hain.
Hazrat Imam Ghazali Quotes
اپنے آپ کو بہتر سمجھ لینا جہالت ہے، ہر آدمی کو اپنے سے بہتر سمجھنا چاہیے .
Apne aapko behtar smjh lena jahalat hai, har aadmi ko apne se behat smjhna chahie.
حادثات زمانہ کو برا کہنا گویا خدا کو گالی دینا ہے
Haadsat e zamana ko bura kehna goya khuda ko gaali dena hai.
مخلوق سے ایسا معاملہ کرو جو ان سے اپنے حق میں پسند کرتے ہو
Makhlooq se aisa maamla karo jo in se apne haq main pasand karte ho.
انسان کا سب سے بڑا کارنامہ یہ ہے کہ وہ اپنے دل اور زبان کو قابو میں رکھے
Insaan ka sab se bara karnama ye hai k wo apne dil aur zuban ko qabu main rakhe.
تم پردے میں وہ کام نہ کرو جو لوگوں کے سامنے نہیں کر سکتے
Tum parde main wo kaam na karo jo logon k samne nahi kar skte.
محتاج کو مہلت دینے میں کوئی احسان نہ بلکہ عدل انصاف ہے
Mohtaaj ko mohalat dene main koi ehsan nahi balke adl o insaf hai.
طالب دنیا سمندر کا پانی پینے والے کی طرح ہے کے جس قدر پیتا ہے پیاس اور لگتی ہے
Taalib e dunia samundar ka paani peene wale ki tarah hai ke jis qadar peeta hai pyas aur lagti hai.
دعوت قبول کرنے میں غریب امیر کا فرق نہ کرو
Dawat qabool karne main ghareeb o ameer ka faraq na karo.
Mashraqi hawa badlon ko upar ki tarf le jati hai. Shamali hawa baadlon k tukron ko yakja karti hai. Janoobi hawa baadlon ko tapakne k qabil banati hai. Aur maghrabi hawa qatrat ko barish main tabdeel kar ke zameen ko serab karti hai.
You might also like: Wasif Ali Wasif Quotes*******************************
Here is the list of Imam Ghazali books:
An-Nazr
Haqeeqat e rooh e insani
Keemiya e Ssadat
Meezan ul Amal
Mazaq ul Areefen
Mishkat ul Anwar
Subh ka Sitara
Taqreer Imam Ghazali
Naseehat nama
Final Words
This is the end of the post, I am sure you are inspired enough by these wise words. Now read a short introduction of Imam Ghazali (امام غزالی).Al-Ghazali also is known as the Renewer of religion (Mujaddid). He was a popular Sufi, philosopher, and influencer of Islam. His work on philosophy is remarkable. His full name was Abu Hamid Muhammad ibn Muhammad Al-Ghazali. He was born in 1058 in Tabaran, Tus, Greater Khorasan, and died on 19 December 1111 at the age of 53.
His words are full of wisdom and describe the reality of life. These Imam Ghazali Quotes in Urdu are worth reading and sharing with others. So don't forget to share it with others.
Update your WhatsApp status or Facebook with these beautiful Urdu quotes.
It is " insaan ka sab se bada " not sab se bura
ReplyDeletethnks for mentioning.
DeleteYes
ReplyDelete