The Best 20 Mother Quotes in Urdu – Maa Quotes

Exlazy Team

Here is the best collection of Mother quotes in Urdu. Sharing your love and thought on mother’s day with these quotes would be easy. These meaningful motherhood quotes will touch your heart and will remind you how blessed you are to have your mom by your side.

Mother Quotes in Urdu

1. “Maa k beghair ghar qabristan hai.”

2. “Sakht se sakht dil ko Maan ki purnam aankhon se mom kia ja skta hai.”

3. “Jisay apni maan masoom nazar na aye usy chahie k khudkushi kar le.”

4. “Dusri oarton ko kaha ja sakta hai k maan jesi ho. Maa ko koi nahi kehta fulan orat tum jesi hai.”

The Best 20 Mother Quotes in Urdu - Maa Quotes

5. “Maa kabhi ye mehsoos nahi karti k uski duaon k beghair bhi uski olaad mehfooz hai.”

6. “Maayen badkaaron se bhi nahi rooth’tin aur biviyan peghambron ki bhi rooth jati hain.”

7. “Agar meri Maan mujhse juda kar di jaye tou main pagal ho jaon.”

8. “Maa wo hasti hai jis k khilaaf kuch kehna gunah hai.”

9. “Maa ka ghusa farzi hota hai.”

10. “Jo maa se mehroom ho jaty hain wohi bata sakte hain k unho ne kya khoya aur zindagi k maine un ke liye kaise tabdeel howe.”

Read beautiful Urdu quotes about love

11. “Maa wo hasti hai jo sb ki jaga le skti hai magar uski jaga koi nahi le sakta.”

12. “Umr k jis hisse main bhi pohnch jayen maa ki zaroorat hamesha rehti hai.”

13. “Aurat ka haseen tareen roop maa hai.”

14. “Jis insaan ki maa hai wo ghareeb nahi.”

15. “Maayen zaroori hain or biviyan faqt zaroorat.”

16. “Maa ka pyar hi ek aam insan ko namumkin ko krne k qabil bnata hai”

17. “Maa ki ek aadat khuda se bht milti hai, dono maaf kar dete hain.”

18. “Maa ki aaghosh insan ki pehli darsgah hoti hai.”

19. “Jannat to sabhi maangte hain pr mili hoi jannat ki koi qadar nahi karta.”

20. “Jab insan apni maa se door hota hai tou sirf maa se hi nahi zindgi k tmam tar zaiqon se bhi mehroom hota hai.”

This the end of the article ‘best mother quotes in Urdu’. I hope you liked this list of Urdu quotes. Share your favorite Maa quote in comments.

Leave a Comment